Skip to main content

Recent

Nazm: Na kar gila uss cheez pe jo tujhse esse khogaya..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣!!

Na kar gila uss cheez pe jo tujhse esse khogaya..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Tuta sitaara tha jo tu woh dekh chaand hogaya..!!⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ ..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Khudpe yaqeen rakh ke jo tha raakh mei hi sogaya..!!⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Chingaariyon ki aag se woh tha mashaal hogaya..!!⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ ..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Na gam usse hawa ka tha na darr usse uss raat ka..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Sulgaa tha jo uss raat mei woh yaar jugnoon ka hogaya..!!⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ ..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Shikhar ki orr nazar kare woh raah se phir kyun dare..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Jo raah pe the yunn chale woh safar mei hi phir kyun mare..!!⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ ..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Hai faaslon ki yeh ghadi ismei na ruk tu yun abhi..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Tu ladd zara iss waqt se hai kya kami tujhko khali..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ ..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Chal ke teri ab manzilein bhi esse ek din aayengi..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Lehra uthega naam tera hawayein bhi yeh gaayengi..!!⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ ..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Dafan fir har khushi ke neeche gam bhi yun ⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣hojayega..⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ Tu rakh yaqeen khudpe hi tu khud bada hojayega..!!⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣⁣ ..⁣⁣⁣⁣⁣...

Bhool jaata hoon yeh ki usse meri fiqar mujhse zada hoti hai..

Bhool jaata hoon yeh ki usse meri fiqar mujhse zada hoti hai..
Mujhse judi har voh baat uski zubaan par hoti hai..
Pehle kuch khaa lo bas itni si hi darkhwast uski hoti hai..
Kehne ko hazaron baateyin hai lekin mujhe dekhne ke baad hi mukammal uski har baat hoti hai..

Bhool jaata hoon yeh ki usse meri fiqar mujhse zada hoti hai..
Mere daant dene par bhi voh mere gusse mei shaamil hoti hai..
Mnaane par mere 'bas door na jana keh' voh chup chup kar roti hai..
Sapno ki addh mei haqeeqat ko piroti hai..
Usse khud ke liye kuch nahi chahiye voh bas auro ki khwaahishon ke liye aage hoti hai..

Bhool jaata hoon yeh ki usse meri fiqar mujhse zada hoti hai..
Kabhi dukh mei toh kabhi sukh mei meri har ek baat mei sath hoti hai..
Zubaan par jab bhi naam aata hai uska toh bas yahi baat hoti hai..
Lejao vaha jahan meri ruh,yeh jism~o~jaan sirf tumhare sath hoti hai..

Bhool jaata hoon yeh ki usse meri fiqar mujhse zada hoti hai..
Khud dard se rubaru hokar mera dard voh dhotii hai..
Puchne par mere 'Kya hua' toh bas bandd aankhon se hi roti hai..
Neend mei bhale hi mai hou par mere har khwaab mei vohi hoti hai..

Bhool jaata hoon yeh ki usse meri fiqar mujhse zada hoti hai..!!

Comments

Popular posts from this blog

Keh du tumhe ya chup rahu..# Reprised

Milkar tujhe.. essa laga.. Milkar tujhe.. essa laga.. Khoya hua ek pta....tu ! Mere dil ki maano..nasha ho tum jaano..! Yeh dil kyu behak sa gaya..!!? Milkar tujhe.. essa laga.. Khoya hua ek pta....tu ! Mere dil ki maano..nasha ho tum jaano..! Yeh dil kyu behak sa gaya..!!? .. .. .. .. Mujhko toh lagte hain yeh sab bahane.. Rokar voh tere jhoothe aansu bahane..!! .. Mujhko toh lagte hain yeh sab bahane.. Rokar voh tere jhoothe aansu bahane..!! Arre haan Arre haan..Haann..voh jo tera.. Han vohi re.. vohii re .. vohi re.. vohi re ..vohi re..vohii re..vohi re...vohiii...vohiii...!! Sunn le abhi..chuu le mujhe.. Needen meri na udaa tu.. Mere dil ki maano..nasha ho tum jaano..! Yeh dil kyu behak sa gaya..!!? .. Hai jo bhi yeh ab rishta humara.. Duniya ki har ek nazar se bachana.. .. Hai jo bhi yeh ab rishta humara.. Duniya ki har ek nazar se bachana.. Arre haan Arre haan..Haann..mai hun tera.. Han mai hi re..mai hi re..mai hi re..mai hi re..mai hi re..mai hi ...

Tera yun muskurana

Tera yun muskurana..Tera yun muskurana.. Meri saanso ka yun tere naam pr aakr tham jana.. Tere pal pal guzarte lamhe ka yun meri bahon mei samana.. Tera yun muskurana..Tera yun muskurana..!! .. .. Aankhe bandd krke tujhe apni palko ke samne paana.. Mere alfaazo ka teri shaqsiyat ko bayan kr jana. dil mei chupaye un armaano ko tera yun apne hoto mei dabana.. Tera yun muskurana ..tera yun muskurana.. .. .. Sach kahu toh tera jhooth apnana. Aur jhooth kahu toh tujhse tera sach nikalvana.. Voh raat ko tera mere kaano mei mera naam fusfusa jana.. Mere dil ki Dhadkan o ka ekdum thamm jana.. Tera yun muskurana..tera yun muskurana.. .. .. Khud ko bhoolakr tera mujh mei samana.. Meri dabbi dabbi si muskurahat ke peeche chupe aansuoo ko tera yun padh jana.. .. Tera yun muskurana..tera yun muskurana..