Na kar gila uss cheez pe jo tujhse esse khogaya.. Tuta sitaara tha jo tu woh dekh chaand hogaya..!! .. Khudpe yaqeen rakh ke jo tha raakh mei hi sogaya..!! Chingaariyon ki aag se woh tha mashaal hogaya..!! .. Na gam usse hawa ka tha na darr usse uss raat ka.. Sulgaa tha jo uss raat mei woh yaar jugnoon ka hogaya..!! .. Shikhar ki orr nazar kare woh raah se phir kyun dare.. Jo raah pe the yunn chale woh safar mei hi phir kyun mare..!! .. Hai faaslon ki yeh ghadi ismei na ruk tu yun abhi.. Tu ladd zara iss waqt se hai kya kami tujhko khali.. .. Chal ke teri ab manzilein bhi esse ek din aayengi.. Lehra uthega naam tera hawayein bhi yeh gaayengi..!! .. Dafan fir har khushi ke neeche gam bhi yun hojayega.. Tu rakh yaqeen khudpe hi tu khud bada hojayega..!! .....
Kitne haseen palo ki yaadein thi
Kuch tumhari toh kuch humari thi..
Likh kar agar mitaani hi thi
Toh jaane kyun dillagi nibhaani thi..
Bas itni si kahaani thi..Bas itni si kahaani thi..!! (x2)
..
Faasle dil ke the ya nighaaon ki karistaani thi..
Umeed ke sagar mei bhi doob jayenge bas
yeh cheez aazmaani thi
Baat yeh thi ki bas ab tu begaani thi..
Bas itni si kahaani thi.. (x2)
..
Naaumeedi dil mei kabhi aayi hi nahi
Kyunki humne kabhi dillagi
dhangg se nibhayii hi nahi..
Nibha lete hum bhi agar dhangg se toh
heer raanjha ki baatein bhi lagni begaani thi..
Bas itni si kahaani thi.. (x2)
..
Sach kahun toh jhooth bolna na aaya humko..
Aur farebi shaks ko padhna jab aaya mujhko..
Door hi itne jaa chuke the tum mujhse..
Ki jab seekha matlab pyaar ka toh
pata chla aitbaar krna na aaya humko
Yeh baat thi jo btaani thi..
Bas itni si kahaani thi.. (x2)
Kuch tumhari toh kuch humari thi..
Likh kar agar mitaani hi thiToh jaane kyun dillagi nibhaani thi..
Bas itni si kahaani thi..Bas itni si kahaani thi..!! (x2)
..
Faasle dil ke the ya nighaaon ki karistaani thi..
Umeed ke sagar mei bhi doob jayenge bas
yeh cheez aazmaani thi
Baat yeh thi ki bas ab tu begaani thi..
Bas itni si kahaani thi.. (x2)
..
Naaumeedi dil mei kabhi aayi hi nahi
Kyunki humne kabhi dillagi
dhangg se nibhayii hi nahi..
Nibha lete hum bhi agar dhangg se toh
heer raanjha ki baatein bhi lagni begaani thi..
Bas itni si kahaani thi.. (x2)
..
Sach kahun toh jhooth bolna na aaya humko..
Aur farebi shaks ko padhna jab aaya mujhko..
Door hi itne jaa chuke the tum mujhse..
Ki jab seekha matlab pyaar ka toh
pata chla aitbaar krna na aaya humko
Yeh baat thi jo btaani thi..
Bas itni si kahaani thi.. (x2)
Awesome....
ReplyDelete